Exam Calculator Percentage | Math Exam calculator

 Percentage Calculator for Exams:

Chaliye jante hai math exam calculator jise exam score calculator bhi kahte hai kaise work karta hai .Ek percentage calculator 🧮 ka use students apne marks aur grades calculate karne ke liye karte hain. Ye aapko final percentage nikalne mein madad karta hai, jismein different components ke percentage aur unke weights ko consider kiya jata hai. aur student ko aasani se percentage calculate karne me sahayata pradan karta hai.😊


Main Uses of Percentage Calculator

  1. Marks Percentage Calculation:  "Marks percentage yeh batata hai ki aapne exam mein kitne percentage marks achieve kiye hain. Ye aapke overall performance ko measure (mapta hai) karta hai."
    1. Example :  Agar aapko pata hai ki aapne kitne total marks mile hai  hain aur total kitne marks hai, to aap apna percentage asani se nikal sakte hain.

    2. Formula: 
       Percentage (Obtained Marks / Total Marks)×100 

    3. Explanation: 
         a) Obtained Marks:
      Yeh wo marks hain jo aapne actual exam mein score kiye hai.
         b) Total Marks: Yeh wo marks hain jo exam mein possible the (maximum marks).

    4. Chaliye kuch steps se batata hu:
      a) 
       Obtain Marks: Maan lijiye aapne 100 mein se 80 marks score kiye hai.
      b) Total Marks: Exam ka total marks 100 hai.
      c) Percentage Calculate Karte hai:

      Percentage (80 / 100)×100

      Pehle fraction(bhag ya division) calculate karte hain:

      80100=0.8

      Phir ise 100 se multiply karte hai:

      \frac{60}{80} = 0.75

      0.8×100=80%0.75 \times 100 = 75\%percentage hai.



    Percentage Calculator

    Percentage:

    0%


  2. Weighted Grade Percentage Calculation: "Weighted grade percentage tab use hota hai jab aapke course ke different part (jaise assignments, midterms, aur finals) alag-alag weights(kitne aapne prapt kiye us assignment ya subject bol sakte hai) ke sath hote hain. Iska matlab hai ki har component ki importance alag hoti hai."

    1. Example: 
      1. Assignments: 85% (Weight: 40%)
      2. Midterm Exam: 78% (Weight: 30%)
      3. Final Exam: 90% (Weight: 30%)

    2. Formula:
      Final Percentage=(Component 1 Percentage×Weight)+(Component 2 Percentage×Weight)+

    3. Chahiye calculate karte hai:
      1. Har Component Ka Percentage Aur Weight: Har component ka percentage aur weight note karte hai.
      2. Weighted Average Calculate Karein:
        1. Assignments ka contribution:

          85×0.40=3485 \times 0.40 = 34

        2. Midterm Exam ka contribution:

          78×0.30=23.478 \times 0.30 = 23.4

        3. Final Exam ka contribution:

          90×0.30=2790 \times 0.30 = 27

        4. Total Weighted Percentage:

          Final Percentage=34+23.4+27\text{Final Percentage} = 34 + 23.4 + 27

          Final Percentage=84.4%\text{Final Percentage} = 84.4\%percentage hai

    4. Kuch Jaruri batein
      1. Weightage: Weightage batata hai ki kisi particular component (jaise assignments ya exams) ka importance overall grade mein kitna hai. Jaise agar assignments ka weight 40% hai, toh iska matlab assignments ki performance aapke final grade par 40% effect dalti hai.
      2. Weighted Average:Weighted average calculate karne ka matlab hai ki har component ko uske weight ke sath multiply karke uska contribution nikalte hain aur phir sab contributions ko add karte hain. Yeh method aapke final grade ko accurately reflect karta hai.

    Aabhi es pe kaam chal rha hai aasuvidha ke liye hame khed hai

Weighted Grade Percentage Calculator


Final Percentage:

0%








Post a Comment

Previous Post Next Post